Thursday, January 29, 2009

Dreams, to be achieved

I dedicate this song to myself!

Is pagle ko kaun bataye
dhoond raha hai jo tu jag mein
koi jo paaye
man mein hi paaye

Sapno se bhare naina To neend hai na chaina

Aise dagar koi agar jo apnaaye
har raah ke wo ant pe raste hi paaye

Dhoop ka rasta jo pair jalaaye
Mod to aaye chaaanv na aaye
Raahi jo chalta hai chalta hi jaaye
koi nahi hai jo kahi use samjhaaye

Sapno se bhare naina To neend hai na chaina
Sapno se bhare naina To neend hai na chaina

Naina re naina re
Naina re naina re

Door se hi sagar jise har koi maane
Paani hai wo ya ret hai ye kaun jaane
Jaise ke din se rain alag hai
Sukh hai alag hai aur chain alag hai
Par ye jo dekhe wo nain alag hai
Chain to apna sukh hai paraaye

No comments: